BACCHA BISTER PAR PESHAB KARE TO
๐๐ด๐๐ด๐๐ด๐๐ด๐๐ด
๐ฅ *BACCHA BISTAR PAR PESHAB KARE TO*๐ฅ
➡SAWAL
➡ bachcha Bad par peshab kar de phir wo sukh jaye na to nishan nazar aa raha hain or Na hi badbu aa rahi hain
To kya uus gadde par Nayi chadar pak saf bichch kar us par tilawat or tasbeeh Ya zikr kiya ja sakta hain ya nahi
Ya ussko dhona hi honga??
➡JAWAB
*ุจุงุณู
ู ุชุนุง ูู
ุงูุญู
ุฏ ููู ุฑุจ ุงูุนูู
ูู ุนูู ูู ุญุงู ุฏุงุกู
ุง ุงุจุฏุง ููุตูู ุนูู ุฑุณููู
ุงููุฑ ูู
ูุนูู ุงูู ูุตุญุจู ุงุฌู
ุนูู
ุจุนูู ุงูู
ูู ุงูุนููู
Jo Istemali cheez Napaak ho jayen yaa wo Jagah Jahan per barabar Aana Jana Lagaa Rahata hai yaa wo baithak ki Jaga Jo aksar Baithne mein istemal hain yaa wo Jagah Jo sone ke Liye istemal hai or is Jaisi Jo bhi cheez hai Jis ki Kasrat se *INSAAN* ko Zarourat pesh Aati hai Agar wo cheez Napaak ho Jaye to Use Paak kar lina Chahiye.
▶NAPAAK cheez ko
Paak karne ka Tariqa yeh hain ke us ko paani se dho Liya Jaye ek dafa dho le phir Apni Taqat ke Mutabiq Nichor le phir dhoye or Nichor le Phir dhoye or Nichor Le 3 dafa isi Tarah kiya Jaye paak ho Jaye ga
▶Jo chiz Nichori Nahi Ja sakti hai Jaise Bartan
Shisha , darwaza , Loha , Lakadi , is Tarah ki Jo Bhi cheez ho us per Paani daal den Jab paani bah Jaye dousari dafa daal le , phir , 3 Ri , dafa daale wo Chez paak ho Jaye gi
▶GADDA w RAZAI
Or is tarah ki Wazni w na Nichori jane wali cheez
▶Is Tarah ki Jo cheez Wazan Dar ho or NICHORI Nahi Jaa sakti hai to us ko Paak Karne ka TARIQA
▶Yeh hai ke us per PAANI daale Jab PAANI poura Tapak Jaye
▶dusari dafa Paani daale yahan tak ke pura tapak jaye is Tarah 3 , 5 , 7 , dafa daale, Napaaki dour ho Jaye gi ,
▶Is Tarah Aesi jo chiz Napaak ho Jaye to paani daale jab poura tapak jaye phir dusri or Tisari dafa karen paani tapak Jane ke bad paak ho Jaye gaa
➡*PAAK na kiya*
▶Jo cheez Napaak ho gai thi us ko paak Nahi kiya agar pahanane wala Kapra hai to us ko pahan kar NAMAZ parhi Namaz na huyi
Agar baitth ne wali cheez hai or Napaaki sukh chuki to us per baith sakte hain or Behtar yh hain ke us per paak kapra yaa koi bhi paak cheez bichha di jaye phir baitthe , lete wa
DAROUD sharif ZIKAR WZIFA
TILAWTE quran muqaddas kar sakte hain
Napaak Bistar per jahan Napaaki Lagi thi or sukh chuki us ko dhoya Nahi hain agar paani yaa jo bhi gili chiz lag jaye to Napaaki phir se ubhar Aaye gi us gili Napaak Jagah per baittha yaa koi paak kapra daala or wo tar ho gaya to utni jagah Napaak ho Jaye gi
➡SoYa hai
▶Napaak Jagah per soya Badan se Pasina Nikla or Nijasat tar ho gai phir wo Tari Badan yaa kapra per Lagi to utni Jagah Napaak ho Jaye gi
Dhona Zarouri hai
▶Agar dhone
Dhone ke Layak hain dho le behtar hogaa
Agar dhone se Kharab ho Jaye gaa to Na dhoyen
Us per paak kapra bichha diya Jaye!
*✍️ANSWER BY*
*MUFTI ABDUL WAHHAB RAZVI ASHRAFI*
๐๐๐๐๐๐๐๐๐๐
*๐ MASLAKE AALA HAZRAT ๐ด*
เคिเคช्เคชเคฃिเคฏाँ
เคเค เคिเคช्เคชเคฃी เคญेเคें